Hy friends my name is Obaid..The prefect wedding is my real story...

Now I telling you in Hindi/Urdu because most of people from Pakistan and India...


To ya baat start hoai jab ma America ma tha aur mujhe mere friend ki shaadi ma jana tha Islamabad pakistan ma jo ek rich boy tha Islamabad ka aur oss ki shaadi ek bhut beautiful girl sa hona wali…oss itni beautiful thi ka koi dekha tu dekhta ja jay….To oss ki shaadi next month thi aur mujhe her hal ma waha jana tha but mujhe yaha bhut kam bhi tha…


So ma phr next day office gaya aur ma na leave ki shaadi ka liya Islamabad pakistan jana ka liya 1 week ka liya…office ki boss meri kafi achi friend thi tu leave asani sa mil gai aur wo bhi mere saath jana ka liya ready ho gi…ma na office ka kam khatm kiya and ghar wapis a gaya ma na a kr tickets book ki apni and boss ki aur call ki boss ko ka ma na tickets book kr di na and fight humari 2 din bad ki hai 


My boss ka name Ayesha hai kafi beautiful hai hai and bhut white…so hum na 2 din ka bad jana tha humanist fight do din bad ki thi aur mere pass karna ko kuch nhi tha…ma kafi bor ho rha tha ma na friend ko call ki hang out ka bolaya….


So pora 2 hours ka bad wo aya and hum log dinner karna restaurant ma gaya waha hum na khana khaya kuch baate ki oss na bataya ka oss ki girlfriend Europe gai hai office ka kam sa and wo kafi bor ho rha hai…ma na bola oss ko agr mere friend ki shaadi ma ana ka liya but wo nhi mana…


Hum na baate ki aur wo ghar wapis chala gaya and mujhe call ai Ayesha ki meri boss ki 

Os na kaha mere apartment ma aoa kuch kam hai ma na kaha ok …aur ma waha chala gaya…ma door knock kiya…and wo ai 


Oss na black color ki nighty phani thi…jis ma wo kafi beautiful lag rhi thi…oss na mujhe andrr bolaya…hum na baate ki oss na tickets ka bare ma poucho tu ma na kaha 2 din bad ki fight hai…so hum na plane bana ka kal hum saath ma time spent kara gay…ma na oss ka hath pakra and hug kiya and so gaya phr hum…


Morning hoai hum na shower liya and ready hona laga…Aaj hum time spend kara ga pora din actually hum office ka kam bhi itna busy hota hai ka baat krna ka bhi time nhi milta…Ayesha meri girlfriend nhi hai bs friend hai time spent karna acha lgta hai oss ko bhi and mujhe bhi..


So hum ready howa oss na red dress phena jis na wo Gorgeous lag rhi thi bhut beautiful…hum na bahir breakfast kiya ma na apna hand sa oss ko khilaya…hum beach pe gaya waha time spend kiya…phr club gaya dance kiya enjoy kiya hum ek dosra ka saath bhut attach tha…oss na drink ki aur wo fully out ofcontrol ho gai…ab kya btoa oss na kya kya kiya…bhut muskil sa ma ossko ghar la kr aya…


Hum na dinner kiya ma na order kiya tha….wo fully nasha ma thi…dinner kiya aur ma oss ko room la gaya and dress change ki oss ki washroom ma susu karaya oss ko ek choti bachi ki terha ka bed pr Hi na kar da….but wo uf bhut naughty ho rhi thi so phr hum so gaya…aaj hum na saath ma kafi time spend kiya and bhut beautiful moments tha…


So next morning and hum na shower liya and ma wapis ghar a gaya because kuch office ka kam khatam karna tha…ma na office ka kam khatam kiya and call ki ayeesha ko raat ka time ka ready ho airport jana hai ab…oss na kaha mujhe pick kr lana ma na ok bola aur chal para….


Ma na texi book ki and palay ma oss ka gahr gaya aur wo pagl abhi ready Hi nhi tha towel ma thi abhi so 1 hour mujhe waha lg gaya oss ko ready karna ma…phr airport chala gaya abhi fight ma almost 3 hours tha…yeah i know kafi jaldi a gaya tha hum…but agr ma asa na karta tu ayesha mam na bhut late kr dana tha huma….


3 hours pora howa plane ma gya busi ness class ma bhut lambi fight hai…ma na soucha so jata ho but wo sona Hi nhi da rhi thi…hum na dinner kiya baate ki kafi…and thank god ka fight land hoai because bhut bol rhi thi wo…hum Islamabad airport pe land howa…and kafi time lag gaya hum ko waha pe….mere friend kafi time humara wait kr rha tha…


So hum airport sa bahir nikala and chal para oss ka saath….ma na bola kisi acha sa hotel ma room book kar lata hoon but wo almost zid karna wala no mere ghar chalo please but ayesha saath tu ma na hotel Hi choose kiya…ma na sorry oss na room book kiya and room ma chala gya…osski shaadi 3 din bad thi…


So hum room ma gaya and shower liya hum na and rest kiya…5 to 6 hours hum na rest kiya and meri friend ki call ai ka bahir chalta hain ma na ok bola and ready howa ayesha na black color dress phena…and friend aya mere aur hum chala gaya….


Ma i think 5 year ka bad Islamabad aya tha and Islamabad kafi change ho gaya tha clean beautiful hum na lunch kiya Islamabad restaurant sa and thora bhut Islamabad Kiya and wapis room ma a gaya aaj ka din kafi acha tha Islamabad kafi change ho gaya tha ab ayesha aur ma na dinner kiya….


Hum kafi happy the because shaadi ki waja sa hum saath ma kafi time spend kr rhe tha ayesha aur ma ab kafi close a rhe tha i think love…but ma ya kabhi nhi chahata tha because ma kabhi oss ko khona nhi chta tha…friendship is better then relationship…


But I think ka love ko hum kabhi rok nhi sakte…


So is sa age next part 


Thank you so much for all…please comment ka ap ko ya story kaisi lagi